Posts

Showing posts from April, 2018

Kyun Us Be-wfaa Se | Desh Kumar |

Kyun us be-wfaa se dil lgate ho 'Desh' Bekaar hi apna dil jlaate ho 'Desh'.. Wha koi shaksh bhi tere kaam ka nhi Kyun uski gali me ja kar laut aate ho 'Desh'.. Ghumta hai wo zism ki hawas me Fir kyu ishk, mohabbat chillate ho 'Desh'.. Gair ki baahon me lipat kar wo muskurati bhi hogi Kyun soch-soch wo lamha dar jate ho 'Desh'.. Kyun dil-e-tamanna hai tumhe uss blaa ki Wo be-wfaa hai kyu bhool jate ho 'Desh'.. Uski khushboo odhe fir rha hai koi gair Ab aur kya dekhna chahte ho 'Desh'.. Kyun hi tmam raat jaag kar Uss be-wfaa ka dookh mnate ho 'Desh'.. Badal gya wo shaksh badal gya uska khudaa Aakhir tum badal kyu nhi jate ho 'Desh'.. -Desh Kumar क्यों उस बेवफा से दिल लगाते हो देश बेकार ही अपना दिल जलाते हो देश। वहां कोई भी शख्स तेरे काम का नहीं क्यों उसकी गली में जाकर लौट आते हो देश। घूमता है वो जिस्म की हवस में फिर क्यों इश्क़ मोहब्बत चिल्लाते हो देश। ग़ैर की बाहों में वो मुस्कुराती भी होगी क्यों सोच

Meri Har Baat Se | Desh Kumar |

Meri har baat se hai tumko shikayte boht Meri har baat par tumhe ladne ka bahana chahiye.. Aap ko mnate mnate hum khud rooth jayege Meri maaniye apko ab maan jana chahiye.. Ro ro kar bahut thak chuke Bahut der bhi ho chuki hai, ab so jana chahiye.. Uska khyaal ab dil ko acha nhi lagta Acha hoga ab use bhool jana chahiye.. Ek giroh hai shahar me be-wfaa logo ka Man bahlane ke liye unhe bas khilona chahiye.. Jaane kitne hi log tbah ho gye Ye mohabbat buri aadat hai, is se bachna chahiye.. Kuch log jo karte hai wfaa ki baate En logo se aksar door rahna chahiye.. Na kro yakeen yunhi kisi ke daavo par Mudda hai mohabbat to sabko aajmana chahiye.. -Desh Kumar मेरी हर बात से है तुमको शिकायतें बहोत मेरी हर बात पर तुम्हें लड़ने का बहाना चाहिए। आपको मनाते मनाते हम खुद रूठ जायेंगे मेरी मानिये आपको अब मान जाना चाहिए। रो रो कर बहोत थक चुके बहोत देर भी हो चुकी है अब सौ जाना चाहिए। उसका खयाल अब दिल को अच्छा नहीं लगता अच्छा होगा अब उसे भूल जाना चाहिए। एक गिरोह है शहर मे बेवफा लोगों का

Hann Humne Kiya Hai Ishk | Desh Kumar |

Din-b-din hone lagi usko mujhse shikayte boht Badne lage chhote chhote muamlaat aksar.. Di daleele bohat maine ishk ko bchane me Leke aati rhi wo beech me koi na koi baat aksar.. Milte hai ab usse boht khushdili ke sath Chhipa leta hu mai apne zajbaat aksar.. Hota hai zikar khuda se teri be-wfayi ka Yunhi nhi girti aasmaan se barsaat aksar.. Har gali-mohalle me badne lga hai ishk Drate hai mujhko to shahar ke halaat aksar.. Nochne lagte hai khud hi mere baalo ko Bass me nhi rahte mere hi haath aksar.. Hann humne kiya hai ishk ek blaa se Hann hum roye hai tamaam raat aksar.. Aaj fir shahar me koi kahta fir rha tha Kisi ki nhi hoti ye ishk jaat aksar.. -Desh Kumar दिन-ब-दिन होने लगी उसको मुझसे शिकायतें बहोत बढ़ने लगे छोटे छोटे मुआमलात अक्सर। दी दलीलें बहोत मैने इश्क को बचाने में लेकर आती रही वो बीच मे कोई ना कोई बात अक्सर। मिलते है अब उस से बहोत खुशदिली के साथ छिपा लेता हूं मैं अपने ज़ज्बात अक्सर। होता है ज़िक्र खुदा से तेरी बेवफाई का यूंही नहीं गिरती आसमान से बरसात अक्सर।

Ek Shaksh Ki Tammana Hai Mujhe | Desh Kumar |

Ek shaksh ki tamanna hai mujhe Jise maalum nhi pta mera.. Ek hi raah se gujarte the hum to Fir bhi kabhi na milna hua mera.. Jis se bhi lgaya hmne dil yha Har wo shaksh na hua mera.. Tum aakhir mujhse mohabbat kyu nhi karte Dekho kya haal ho gya mera.. Kya btau mai haal-e-dil apna Ek din jub us gali se gujarna hua mera.. Maine yunhi zikar kiya uski kalayion ka Or fir unpe naam likha gya mera.. Dard hi deti hai yaade uski Pr unke bina dil nhi lgta mera.. Mat kro ykeen mujh pr ae sanam Abhi dekha kaha hai tumne chehra mera.. Hmari mohabbat adhuri si rah gyi Na kuch gya uska na kuch gya mera.. Jub tumhe mujhse mohabbat hi nhi To kyu acha nhi lagta bichhadna mera.. -Desh Kumar एक शख्स की तमन्ना है मुझे जिसे मालूम नहीं पता मेरा। एक ही राह से गुजरते थे हम तो फिर भी कभी ना मिलना हुआ मेरा। जिस से भी हमने लगाया दिल यहां हर वो शख्स ना हुआ मेरा। तुम आखिर मुझ से मोहब्बत क्यों नही करते देखो क्या हाल हो गया मेरा। क्या बताऊँ मैं हाल-ए-दिल अपना एक दिन जब उस गली से गुजरना हुआ मेरा।

Ajeeb Ishk Hai Yeh | Desh Kumar |

Bahana bnakar koi rok leta hu use Kaise kahu ke tu abhi ja nhi.. Tum dundhte ho jise wo shaksh mai hi hu Ye Hakikat hai koi mashwra nhi.. Dekhne de jee bhar kar tujhko Yun sajde me nazro ko jhuka nhi.. Hai ek duje ki hasrat humko Fir bhi rhte hai judaa judaa yeh muamlaa mai kuch samjha nhi.. Uski aankho me aankhe dalkar bs ijhar hi to krna hai Par mujh nalayak se to ye bhi hota nhi.. Kisi se dil lgakar mukar jaye koi Use mohabbat kahte hai be-wfaa nhi.. Apni ibadaton se humne jana to ye jana Agar hai mojud to sirf tujhme hai ya fir kahi koi khuda nhi.. Ajeeb ishk hai yeh samjh se pre Sab ko hota hai or sabhi ko hota nhi.. Tum aati rahi ho mere khwabo me hmesha Or khwab aksar pura hota nhi.. -Desh Kumar बहाना बनाकर कोई रोक लेता हूं उसे  कैसे कहूँ के तू अभी जा नहीं। तुम ढूढ़ते हो जिसे वो शख्स मैं ही हूं ये हकीकत है कोई मशवरा नहीं। देखने दे जी भर कर तुझको यूं सजदे में नजरों को झुका नहीं। है एक दूसरे की हसरत हमको फिर भी रहते है जुदा जुदा ये मुआमला मैं कुछ समझा नहीं। उसकी

Tum Bewfaa Ho Gyi Kya | Desh Kumar |

Mai tumse mohabbat krta hu Tum kisi aur se mohabbat krti ho kya.. Tum chahti ho jis shaksh ko Bhla£a issey jyda kismat me uski ho kya.. Mujhe puchhna hai bs itna tumse Wakyi tum sb kuch bhula chuki ho kya.. Tumhari jo marzi tum wo kro Bs mujhe itna btado aakhir mujhse chahti ho kya.. Acha to sb kuch khatm hogya Acha to tum ab ja rhi ho kya.. Koi nhi puchhta is ishk mohabbat ko Jate jate aakhir ye tum kah gyi ho kya.. Mujhe tum kbhi yeh jrur btana ki Aksar raato ko tum bhi roti ho kya.. Dete nhi jwab mere kisi bhi swal ka Kya tum khuda ban gyi ho kya.. Meri tanhayi me mujhse milne aati ho Mujhse bichhad kr meri parchhayi bn gyi ho kya.. Hawas ki bhookh me bhula kr sharm-o-hyaa Gair ki baahon me tum simat jati ho kya.. Teri khushboo aane lgi hai gair ke badan se Sach me tum be-wfaa ho gyi ho kya.. Be-rang, be-swad, be-dard or be-haal Ae zindagi khatm ho rhi ho kya.. -Desh Kumar मैं तुमसे मोहब्बत करता हूं तुम किसी ओर से मोहब्बत करती हो क्या। तुम चाहती हो जिस शख्स

Kyun..? Kis liye ? | Desh Kumar |

Mai to likhta hu sirf ek shaksh ke liye Aap sub padhte ho kyun..? Kis liye ? Bhool gya wo chehra bhi tera kab ka Chhup chhup ke usey dekhne jate ho kyun..? Kis liye ? Jub koi waasta hi na rha ab ussey To din bhar uski tasveer dekhte ho kyun..? Kis liye ? Mohabbat me wfaa ke daave karke Fir us be-wfaa se haar jate ho kyun..? Kis liye ? Jaane se pahle mujhe ek baat to btao Tum door jana chahte ho kyun..? Kis liye ? Tabah kar li humne mohabbat me apni zindgai Khair jo beet gya ab wo baate ho kyun..? Kis liye ? Tum par yeh rang acha nhi lgta 'Desh' Tum mahfil me muskurate ho kyun..? Kis liye ? Dil-o-Dimag se jub nikaal chuke ho tum usko Fir raat ko achanak jaag jate ho kyun..? Kis liye ? Shaam ko yeh halat ab to hai aksar Bina wajah rote rahte ho kyun..? Kis liye ? Soch soch ke haal apni hi halat ka Firr darr jate ho kyun..? Kis liye ? Mout haseen hai zindagi se Khamkha dil ko samjhate ho kyun..? Kis liye ? Mujhe samjh hi nhi aata aakhir Tum itna yaad aate ho

An unemployed Engineer | Desh Kumar |

Image
____-----____ #After B.tech An Unemployed Engineer.... .... Ache Grade se jub engineering bhi krli paas, Bright future ki mai lga baitha tha aas, Hone wala tha jo kuch Mujhko nhi tha ye ahsas, Milti nhi achi job Chahe jitne bhi kar lo pryaas, Ab kuch khaas krni ki hai meri tyaari Pr sala samjh ni aata ki 'Dikkat kha aari', Na jane kitne mahinio se Ghar pe baitha hu khali, College ki degree to Ab jse lagti hai gaali, Online kmane ki bhi Maine sari tarkeebe aajmali, Khud ka business shuru kru Kbhi mann aisa krta hai, Par ho na jaye koi ghaata Is baat se dil bhi darta hai Kuch na kuch karke dikhana hai Par 'Darkar nhi rahna hai'. -Desh Kumar _____-----_____ #B.tech se preshan... ...... "Pahle mai boht khush tha Fir kisi ne mujhe bola ki" Lele beta boht scope hai Aane wale future ki yhi hope hai Bas chaar saal ki baat hai Bs fir tuhi samraat hai Ye to aise nikal jayege Semester bs aath hai Meri zindagi jhand krne me Bs usi aadmi ka hath ha

Ajeeb Hai Yeh Masla | Desh Kumar |

Ajeeb hai ye masla khubsurati ka Tum se milke hum chand se ulajhte rahte hai.. Tum aaogi or lipat jao gi mujh se Hum din me bhi sapne dekhte rahte  hai.. Likh kar tera naam kagaj par Hum roz use sjaate rahte hai.. Kisi mahfil me aajaye jo tera naam Us raat be-wajah hi hum jagte rahte hai.. Tu har baar mujhse bichhda hai sab kuch khatm karke Hum bahaane bna bna kr milte rahte hai.. Tum mante hi nhi hmari mohabbat ko Aur hum hai ke sab ko btate rahte hai.. Mohabbat, wafaa, diwangi or tera naam Chand lafj mujhe hmesha jakde rahte hai.. "Wo gair hai ek din tumhe dhokha denge zroor, Tum sirf meri ho" bas chillate rahte hai.. Ajeeb halat hai kuch dino se ab Hum raat raat bhar rote rhte hai.. Nadaan log ab bhi krte hai mohabbat ki baate Hum bhi chupchap bs unhe dekhte rahte hai.. Mat puchho ki tumhari yaad kse stati hai Kuch tukde hai seene me bs chubhte rahte hai.. Tu khush hai apni zindagi me Or hum tujhse jalte rahte hai.. Mohabbat me hi ek d

Mere Hi Rang Me Rahti Ho Tum | Desh Kumar |

Mere hi rang me rahti ho tum Jachta hai yhi Nikhaar aap par.. Wahh teri khushboo , tera rang or ghane baal Hann hum fidaa hai mere yaar aap par.. Khreedi hai maine ek gahre Laal rang ki 'Saaree' Kya khoob lgegi mere yaar aap par.. Tere hi naam likh di hai ye zindagi Or qurbaan aisi zindagiya hzaar aap par.. Kasmo, waado, daleelo or muddo ki kya zroorat Tujhe ykeen hai mujh par mujhe mere yaar aap par.. Mujhse kitni shikayte krne lgi ho tum Chad gya hai mohabbat ka bukhar aap par.. Kitna rang layegi mohabbat hmari Sara hai bas damodaar aap par.. -Desh Kumar