Posts

Showing posts from January, 2017

sad and love shayari collection #2 | Desh Kumar |

____---____ #Hui thi mohabbat kbhi.. ... Mai bhi bhool gya hu Tu bhi bhool jana Hui thi mohabbat kbhi Kisi ko mat btana Mai kasme teri bhool jaunga Tu waade mere bhool jana Hui thi mohabbat kbhi Kisi ko mat btana Mai roothna tera bhool jaunga Tu mnana mera bhool jana Hui thi mohabbat kbhi Kisi ko mat btana Mai mulakate teri bhool jaunga Tu baate meri bhool jana Hui thi mohabbat kbhi Kisi ko mat btana Mai hasna tera bhool jaunga Tu muskurana mera bhool jana Hui thi mohabbat kbhi Kisi ko mat btana Mai wo raate bhool jaunga Tu pyar mera bhool jana Hui thi mohabbat kbhi Kisi ko mat btana Mai chehra tera bhool jaunga Tu dekhna mera bhool jana Hui thi mohabbat kbhi Kisi ko mat btana Mai shaitani teri bhool jaunga Tu nadani meri bhool jana Hui thi mohabbat kbhi Kisi ko mat btana Mai khushbu teri bhool jaunga Tu saanse meri bhool jana Hui thi mohabbat kbhi Kisi ko mat btana Mai pahchan teri bhool jaunga Tu naam mera bhool jana Hui thi mohabbat kbhi Kis

sad and love shayari collection #1 | Desh Kumar |

#nhi wo bewfa hai.. .. Ye ishq kambhakhat zalim Jo usko kisi or se hai Isliye bichhad gyi hai wo Nhi wo bewfa hai Uski aankho me mohabbat mne Dekhi h mere liye bhi Pr dil e zmeen abhi Khali nhi hai uski Bs koi Alg khuda hai uska Jse mera hai wo Isliye becchad gyi h nhi wo bewfa h Mne to chaha jise h Wo yrr mera khuda h Shyd meri hi ibadat jhuthi Jo ab tk wo juda hai Ye ishq zalim mujhko usse Or usko kisi se hua h Isliye bichhad gyi h Nhi wo bewfa h Khubsurat sa naam bs jiska pta h H dillagi usse ye meri khta h Na jee paunga us bin Yeh usko pta h thodi naaraj h mujhse Isliye bichhad gyi h Nhi wo bewfa h Na lun naam jo uska To sanse ukhadne lgti h Yaado me kho jau uski To zindagi chlne lgti hai Yeh ahsas mohabbat nhi to kya h Jane kyu bichhad gyi h Pr nhi wo bewfa h -Desh Kumar ________-------______ #Aa bhi ja.. ... Waqt se kahi pre Ik jahan me kahi Milne tu mujhe Aa bhi ja Aa bhi ja Teri aankho se neendo ko chura lunga mai Neendo me sapne sza lunga mai